Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
برسات میں بھی یاد نہ جب اُن کو ہم آئے
پھر کون سے موسم سے کوئی آس لگائے
Barsaat main bhi yaad na jab un ko hum aaye
Phir kon se mosam se koi aas lagaye
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
کیا ضروری ہے کہ ہم ہار کے جیتیں تابشؔ
عشق کا کھیل برابر بھی تو ہو سکتا ہے
Kya zaroori hai k hm haar k jeetain
Ishq ka khail brabar bhi tou ho skta hai
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
ترے کوچے ہر بہانے مجھے دن سے رات کرنا
کبھی اس سے بات کرنا کبھی اس سے بات کرنا
Tery kooche har bahane mujhe din se raat karna
Kabhi is se baat karna kabhi us se baat karna
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
: ندگی تیرے تعاقب میں ھم
اتنا چلتے ہیں کہ مر جاتے ھیں
Zindagi tery taaqub main hm
Itna chalty hain k mar jaty hain
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
کہاں کے عشق و محبت کہاں کے ہجر و وصال
یہاں تو لوگ ترستے ہیں زندگی کے لیے
Kahan k ishq o mohabbat, kahan k hijar o wisal
Yahan tou log tarasty hain zindagi k liye
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
جن کے آنگن میں امیری کا شجر لگتا ہے
انکا ہر عیب زما نے کو ہنر لگتا ہے
Jin k aangan main ameeri ka shajar lgta hai
Unka har ayeb zamane ko hunar lgta hai
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
: بن جائے اگر بات تو سب کہتے ہیں کیا کیا
اور بات بگڑ جائے تو کیا کیا نہیں کہتے
Ban jaye agr baat tou sab kehte hain kya kya
Aur baat bigar jaye tou kya kya nahi kehte
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
[ جن پر لٹا چکا تھا میں دنیا کی دولتیں
ان وارثوں نے مجھ کو کفن ناپ کر دیا
Jin par loota chuka tha main duniya ki doltain
Un waarson ne mujhko kafan naap kar dia
0 Comments