Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
محبت کرنے کی تجارت بھی انوکھی ہے
منافع چھوڑ دیتے ہیں خسارے بانٹ لیتے ہیں
Muhabbat Karne ki tajarat b anokhi ha
Munafa chorh dete Hain , khasare baant Lete Hain
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
ہزاروں غم ہیں لیکن آنکھ سے نکلے نہیں آنسو
ہم اہلِ ظرف ہیں پیتے ہیں چھلکایا نہیں کرتے
Hazaron gham Hain Lakin ankh se Nikle Nahi ansoo
Hum ehle zarf Hain Peete Hain chalkaya Nahi karte
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
دل میں تصویر تیری آنکھ میں آثار تیرے
زخم ہاتھوں میں لیے پھرتے ہیں بیمار تیرے
Dil main tasweer Teri ankh main asaar tere
Zakhm hathon main liye phirte Hain beemar tere
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
چراغ جلانا تو پرانی رسم ہے شہزاد
اب تو میرے شہر کے لوگ انسان جلا دیتے ہیں
Chiraagh jalana to purani rasm ha Shahzad
Ab to mere shehar k log insan jala dete Hain
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
نبیل عین عشق میں بھی اک ترامیم ہونی چاہیئے
کھیل کے دل توڑنے کی نہیں موڑنے کی ریت ہونی چاہیئے
Nabeel ain ishq main Bhi ik tarameem honi chahte
Khail k Dil torhne ki Nahi morhne ki reet honi chahye
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
یقین نہ آئے تو اک بار پوچھ کر دیکھ لو
جو ہنس رہا ہے ، زخم سے چور نکلے گا
Yaqeen na aye to ik baar pooch Kar Dekh lo
Jo Hans Raha ha , zakhm se choor nikle ga
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
سلگ رہا ہوں کئ دن سے اپنے ہی اندر میں
اب جو لب کھولوں گا تو بہت تماشا ہو گا
Sulag Raha Hun Kayi din se apne hi andar main
Ab Jo lab khulunga to bohat tamaha Hoga
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
In Urdu
ہم بہت گہری اداسی کے سوا
جس سے بھی ملتے ہیں کم ملتے ہیں
Hum bohat gehri udaasi k siwa
Jis se b milte Hain Kam milte Hain
0 Comments