Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
طرز منافقت نہ آئی کرنی ہمیں
مخلصی نے کئ رشتے توڑ دیے
Tarz e munafiqat na ayi Karni hamain
Mukhlisi ne Kayi rishtay torh diye
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
وفا کے تذکرے بس رہ گئے کتابوں میں
ستم یہ کہ اب کتابوں کا دور نہ رہا
Wafa k tazkaray bus reh Gaye kitabob main
Sitam ye k ab kitabon Ka dor na Raha
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
پاس الفت نہ سہی ، میرا بھرم ہی رکھ لے
میں نے لوگوں کو تجھے اپنا بتا رکھا ہے
Paas e ulfat na Sahi , Mera bharam he rakh le
Main ne logo ko tujhe apna bata rakha ha
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
اس خاک کو کسی خاک کی کیا خاک خبر
یہ خود خاک ہو رہا ہے کسی خاک کی خاطر
Is khaak ko Kisi khaak ki kya khaak khabar
Ye khud khaak ho Raha ha Kisi khaak ki khatir
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
کیوں لوگوں کو مرنا آسان لگتا ہے؟
کیا حشر ، قبر ، حساب کتاب سب مذاق لگتا ہے ؟
Kyun logo ko marna Asaan Lagta ha ?
Kya hashar , qabar , hisaab kitaab sab mazak Lagta ha ?
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
وفادار اور تم ؟ خیال اچھا ہے
بے وفا اور ہم ؟ الزام بھی اچھا ہے
Wafadaar aur tum ? Khayal Acha ha
Bewafa aur hum ? Ilzam b Acha ha
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
سب ہی اچھے فرشتہ صفت ٹھہرے!
ہم برے، ہم خراب ، جناب، اجتناب
Sab he achay farishta sift thehre !
Hum buray , hum kharab , janab , ijtanab
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 | |
In Urdu
بدصورت کہہ کر ہنسے چکے جاتے ہو
مذاق انسان کا اڑاتے ہو یا مصور کا؟
Badsurat keh Kar hansay chale Jate ho
Mazak insan Ka urhate ho ya musawar ka
0 Comments