![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا
اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا
yeh nah thi hamari qismat ke visale yaar hota
agar aur jeetay rehtay yahi intzaar hota
![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
ہی نہ طاقت گفتار اور اگر ہو بھی
تو کس امید پہ کہیے کہ آرزو کیا ہے
Hi nah taaqat guftaar aur agar ho bhi
To kis umeed pay kahiye ke arzoo kya hai
![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
رگوں میں دوڑتے پھرنے کے ہم نہیں قائل
جب آنکھ ہی سے نہ ٹپکا تو پھر لہو کیا ہے
Ragon mein dorrtay phirnay ke hum nahi qaail
Jab aankh hi se nah tapka to phir lahoo kya hai
![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
ہر ایک بات پہ کہتے ہو تم کہ تو کیا ہے
تمہیں کہو کہ یہ انداز گفتگو کیا ہے
Har aik baat pay kehte ho tum ke to kya hai
Tumhe kaho ke yeh andaaz guftagu kya hai
Tumhe kaho ke yeh andaaz guftagu kya hai
![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
کر رہا تھا غم جہاں کا حساب
آج تم یاد بے حساب آئے
Kar raha tha gham jahan ka hisaab
Aaj tum yaad be hisaab aaye
Aaj tum yaad be hisaab aaye
![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
زندہ ہیں مگر زیست کا گھر ڈھونڈ رہے ہیں
گم گشتہ ہے سورج تو قمر ڈھونڈھ رہے ہیں
zindah hain magar zeist ka ghar dhoond rahay hain
Gum gozashta hai Sooraj to Qamar dhondh rahay hain
Gum gozashta hai Sooraj to Qamar dhondh rahay hain
![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
جس سمت سے آئے تھے اُسی سمت کو چل کر
اعمال گذشتہ کے ثمر ڈھونڈھ رہے ہیں
Jis simt se aaye thay usi simt ko chal kar
aamaal guzashta ke samar dhondh rahay hain
aamaal guzashta ke samar dhondh rahay hain
![]() |
Urdu Sad Poetry | Urdu Shayari | Sad Poetry | Roman Urdu Poetry | 2021 |
کسی کے تم ہو کسی کا خدا ہے دنیا میں
میرے نصیب میں تم بھی نہیں خدا بھی نہیں
kisi ke tum ho kisi ka khuda hai duniya mein...
mere naseeb mein tum bhi nahi khuda bhi nahi...

0 Comments